рджीрдк рдХे рджिрд╡्рдпाрд░्рде рдХा,
рдЕंрдзрдХाрд░ рд╕े рдпुрдж्рдз рдпрд╣ рдЪрд▓рддा рд░рд╣े,
рдЬीрддेрдЧी рдЬрдЧрдордЧ рдЙрдЬिрдпाрд░े рдХी рд╕्рд╡рд░्рдг-рд▓ाрд▓िрдоा,
рдХाрдпрдо рд░рд╣े рдЗрд╕рдХा рдЕрд░्рде, рд╡рд░рдиा рд╡्рдпрд░्рде рд╣ै,
рдк्рд░ाрд░्рдердиा-рд╢ुрднрдХाрдордиा рд╣рдоाрд░ी рд▓े рд▓ीрдЬिрдП!!
рдЖрд╕्рдеा рдХे рдЖрд▓ोрдХ рдоें рдЖрджрд░рдпुрдХ्рдд рдоंрдЧрд▓ рднाрд╡рдиा!!!
рдлूрд▓рдЭрдб़ी рдлूрд▓ рдмिрдЦेрд░े
рдЪрдХрд░ी рдЪрдХ्рдХрд░ рдЦाрдП
рд░рд╕्рд╕ी-рдмрдо рдзрдордХाрдП
рд░ेрд▓ рдзाрдЧे рдкрд░ рджौрдб़ рд▓рдЧाрдП
рд╡ो рджुрдиिрдпा рдиाрдк рдЖрдП
рдмрдо рдмрдЪ्рдЪों рдХो рднाрдП
рд╣рдо рддुрдо рд░ोрдЬ рдордиाрдПं।
Happy Deepawali
Jivan Main Laye Ek Prakash Apaar,
Laxami Ji Viraje Aapke Dwar
Shubh Kamna Humari Karo Swikar
рдЬीрд╡рди рдоें рд▓ाрдП рдПрдХ рдк्рд░рдХाрд╢ рдЕрдкाрд░,
рд▓рдХ्рд╖्рдоी рдЬी рд╡िрд░ाрдЬे рдЖрдкрдХे рдж्рд╡ाрд░,
рд╢ुрднрдХाрдордиा рд╣рдоाрд░ी рдХрд░ो рд╕्рд╡ीрдХाрд░
Chahte Hai Aapki Khushi Pure Imaan Se,
Sab Hasratein Puri Ho Aapki,
Aur Aap Muskaraye Dil-O-Jaan Se!!
Happy Diwali
Vidya mile Saraswati se.
Daulat mile Laxmi se.
Khushiya mile Rab se.
Pyaar mile Sab se.
Yahi duwa hai is dil se.
Hum aapko aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai,
Dua hai hamari,
Aap chand ki tarah zagmagate rahe.
sitaro ne gagan se salam bheja hai,
Mubarak ho apko ye “DIWALI”
Humne tahe dil se yeh paigam bheja hai.
Suraj Ki Kirne, Khushiyo ki Bahar,
Mubarak Ho Aapko, DIWALI ka Tyohar
maa laxmi ka vas ho, sankatto ka nash ho
har dil par aapka raj ho, unnati ka sar par taj ho
ghar me shanti ka vas ho
* HAPPY DIWALI *
masti kabhi na ho low,
dosti ka surur chaya rahe,
dhan aur shorat ki ho bauchar,
aisa aaye aapke liye DIWALI KA TYOHAR
ehsas se banta hai Vishvas,
vishvas se bante hai Rishte,
aur rishte se banta hai koi Khas,
Wishing a Diwali Jhakas
Suraj Ki Kirane, Apno Ka Pyaar,
Mubarak Ho apko Diwali Ka Tyohaar,
Jivan Mein Ho apki Khushiya Apaar
Happy Deepavali
Kabhi Na Ho Kaanto Ka Saamna,
Zindagi Aapki Khushiyo Se Bhari Rahe,
Dipawali Par Humaari Yahi Shubkamna
Happy Deepavali
Har pal Khushiya ka Sath, Kabhi Daman Na Ho Khali
Hum Sabhi Ki Taraf Se apko, Wish You Happy Diwali
Ruthe huye ko fir manaya jaye
Ponch kar aankho me chipi udasi ko
Jakhmo pe malham lagaya jaye
Pakad lo hath khele fir se,
Mohalle ka chakkar ek lagaya jaye
Bhul jaye gile-shikve sab purane
Aao milkar ye tyohar manaya jaye
Chalo aaj fir ek deep jalaya jaye
Wish you a very Happy Diwali
Har ghar me mane khushiya, har ghar me ho Diwali
Har ghar mein ho sada, hi maa lakshmi ka dera,
Har shaam ho sunhari, aur mehke har savera,
Dil ho sabhi ke nirmal, naa hi dwesh bhav aaye,
Mann me rahe na shanka, suro me mithaas laye,
Har ghar mein ho ujaala, aaye naa raat kali,
Har ghar me mane khushiya, har ghar me ho Diwali
Happy Diwali
Aur Bado k chehre pe lali honi chahiye,
Koyi bhi shakhs naa ruthe es baar,
Kisi ki bhi jeb naa khali honi chahiye,
Sirf Ameero ki nahi es baar,
Garibo ki b aankhe matwali honi chahiye,
Dilli hi nahi sahib..es baar,
Desh ka har kona har basti dilwali honi chahiye,
Es baar Masjido me Deep jalne chahiye
Es baar mandiro me kavvali honi chahiye,
Logo ki toh bahut dekhi hain humne,
Es baar "Majhabo ki Diwali" honi chahiye
Happy Diwali To All Of You
Pyar ki ganga bahate huye chalo
Raah me aaye jo bhi deen dukhi
Sabhi ko gale se lagate huye chalo
Na rahe aaj koi haath khaali
Deep jale aur dil se dil mile
Mann mann ko mile khushaali
Aaj Daftar band hai, chalo sab se milne
Kuch thikha-kuch mitha ek chai ki pyali
Bachpan sa lage ye din jab ho sath sare
Bethe tu jis daali mai bhi bethu us daali


0 Comments
Please don't Add spam links,
if you want backlinks from my blog contact me on rakeshmgs.in@gmail.com